Posts

Next Month Launch Hone Waale Xiaomi Mi 9X Ki Specifications Leak Hui

Image
Xiaomi Mi A2 ke baad mein company apne next Android One phone par kaam kar rahi hai. Expect kiya jaa raha tha ki company Mi A3 ko launch sakti hai lekin Mi A3 ko side karte huye iss waqt Mi 9X ki leaks aana shuru ho gayi hain. Saamne aayi report mein 2 smartphones ke code name saamne aaye hain jise ‘bamboo_sprout’ aur cosmos_sprout’ naam diya gaya hai. Yeh dono phones Mi A3 aur Mi A3 Lite bataye jaa rahe hain. Iske alawa ek aur device ka code name saamne aaya hai jo ‘pyxis’ hai. Iss phone ko Mi 9X maana jaa raha hai. Iss phone se related specs details Weibo par dikhai di hain. Saamne aayi reports mein bataya gaya hai ki yeh phone 6.4 inch ki full HD+ display ke saath aa sakta hai. Leak reports mein bataya gaya hai ki iss phone mein Snapdragon 675 processor diya jaa sakta hai. Iske alawa 6GB RAM ke saath 64GB internal storage mil sakti hai. leaksters ke according iss phone mein triple rear camera set up diya jaa sakta hai jismein primary camera 48MP ka, s

Budget Phone Oppo A1k will launch on Apr 4 Original

Image
Processor Oppo A1k ke saath aane waala hai Media Tek Helio P22 Jo ki ek Octa Core Processor hai. Jiski Clock Speed 2 Ghz per ki gai hai. Bataaya jaa raha hai ke ye Android v9.0 (pie) ke sath ayega. Display Ab baat karte hain phones ki Display ki, Oppo A1k mein 6.2 inch ki HD+ display hai, Iski screen par aapko wide notch milti hai. Iske alawa 4000 mAh ki battery di gayi hai. Camera Oppo A1k mein 13 MP ka Primary camera hai. Or 8 MP ka front camera diya gaya hai. Variant Oppo A1k  mein kewal 2GB RAM ke saath 32GB internal memory variant launch kiya Jayega. Price approx Ab aapko bataate hain, ki pricing ke baare mein. Oppo A1K ki 2GB version ki cost 10, 990 Expected price hai. Lekin ye smartphones ke India launch ki Expected date Apr 04, 2019 hai.
Image
Last year Xiaomi ne Android One smartphone Mi A2 launch kiya tha, jise India mein kaafi pasand kiya gaya. Kuch waqt pehle XDA Developers ki reports ke according, ye pata chala tha ki Xiaomi kisi smartphone par kaam kar raha hai, jiska code name orchid_sprout hai. Lekin haal hi mein ek aur news saamne aayi hai, jisse ye maloom hota hai ki Xiaomi is samay two Android One smartphones par kaam rahi hai. Haal hi mein saamne aayi khabar ye hai ki company bamboo_sprout, cosmos_sprout code name wale two Android One smartphones launch karegi. Aaj saamne aayi report mein khaas baat ye hai ki, in dono smartphones mein in-display fingerprint scanner ho sakta hai aur saath hi 32 MP ka selfie shooter bhi inmein aa sakta hai. 32 MP ke saath inmein ho selfie camera fitted hoga, usmein 4 in 1 pixel binning technology ka istemaal kiya jayega, aisa hi kuch aap Mi A2 mein pehle dekh chuke hain. In dono smartphones ke naam Mi A3 aur Mi A3 Lite ho sakte hain, jinmein se Mi A3 top model hoga jismein

Poco F1 Lite Spotted On Geekbench With 4GB RAM

Image
Xiaomi ne last year apna first Poco smartphone Poco F1 announce kiya, jismein 20K ki range mein Snapdragon 845 diya gaya hai. Ab jahaan log Poco F2 ko expect kar rahe hain, wahin Geekbench par Poco F1 Lite ko dekha gaya, lekin ismein Snapdragon 660 chipset nazar aaya. Saath hi yahaan par Xiaomi ka ek aur smartphone bhi nazar aa raha hai. Poco F1 Lite ko Geekbench par Snapdragon 660 chipset ke saath dekha gaya, jo ki Mi A2 aur haal hi mein launch huye Redmi Note 7 mein bhi diya gaya hai. Poco F1 Lite mein 4GB RAM version, Geekbench par nazar aaya hai. Saath hi is phone ne 1341 points single core aur 4830 points multi core score paaya hai.  Is smartphone ke other specs to abhi reveal nahin huye hain, lekin iska score Snapdragon 660 chipset ke saath aane waale Nokia 7 Plus ke mukaable kam hai. Poco F1 Snapdragon 845 ke saath aane waala cheapest smartphone raha hai aur logon ne ise kaafi pasand kiya hai, lekin Poco F1 Lite ko Snapdragon 660 ke saath kya respo

रिकॉर्ड तोड़ बिक रहा है realme का यह फोन, कीमत घटकर रह गई है मात्र इतनी.

Image
हेलो दोस्तों कैसे हैं आप सब और हम हाजिर आपके लिए एक और नयो ऐपिशोट दोस्तों हमारे चैनल को फाॅलो करें latest technology news सबसे पहले पढ़ने केलिए    तो चलियो शुरू करते हैं। आज हम बात करने वाले हैं। Realme के एक स्मार्टफोन जिसने पुरे भारत में तहलका मचा दिया। क्योंकि इसमें आपको बेहतरीन फीचर्स देखने को मिलते हैं। दोस्तों इस फोन का नाम Realme 3 हैं। जिसे realme ने अभी हाल ही में लाॅन्च किया हैं। तो चालिए जानते हैं। इस स्मार्टफोन के बारे में। स्पेसिफिकेशन :- इसमें आपको 6.2 इंच की एचडी + डिस्पले देखने को मिलता हैं। साथी इसमें आपको 13+2 मेगापिक्सल का डुअल रियर कैमरा और बेहतरीन सेल्फी के लिए 13 मेगापिक्सल का फ्रंट कैमरा देखने को मिलेगा। और बात करें अगर बैटरी कि तो इसमें आपको 4230 mAh कि लॉन्ग लास्टिक बैटरी देखने को मिलेगी। हम आपको बता दे कि यह फोन 3जीबी और 32GB का आंतरिक स्टोरेज मिलती हैं। जबकि आप इसे SD कार्ड के जारिए और 256 जीबी तक बढ़ा सकते हैं। कीमत :- अगर कीमत  बात करें तो जब यह फोन लाॅन्च हुआ हैं। तब इसकी कीमत ₹ 8999 थी। जबकि अगर आप अब इस फोन को लेते ह

ASUS Zenfone Max Shot And Max Plus M2 Announced With New Snapdragon SiP 1 Processor

Image
ASUS ne silently apne two new smartphones aaj announce kiye hain, jinke naam Zenfone Max Shot aur Zenfone Max Plus M2 hain. In smartphones ki khaasiyat hai, inmein aane waala naya processor Qualcomm Snapdragon SiP 1. Ismein SiP ka full form hai, system in package jahaan RAM, ROM, modem, chipset, audio codec jaisi sabhi cheezein aapko ek package mein mil jaati hain, yaani ki motherboard chota hoga aur phone mein baaki bache space ko aap bigger battery ya kisi aur cheez ke liye use kar sakte hain. Processor SiP 1 ke saath aane waale smartphone jyada slim bhi honge. Bataaya jaa raha hai ki Snapdragon SiP 1 ki performance Qualcomm ke Snapdragon 450 processor jaisi hi hogi jo ki ek 14nm chipset hai. Display Ab baat karte hain phones ki, Zenfone Max Shot aur Max Plus M2 mein 6.26 inch ki FHD+ display hai, dono ki screens par aapko wide notch milti hai. Iske alawa dono mein 4000mAh ki battery di gayi hai. Camera Lekin Max Shot mein triple rear cameras hain jismei

My first post

Image
Cricket News Videos Images